back

Aad

Filter

Rajputi Aad Collection at Sanjudi Store

Rajasthani sanskriti aur paramparao ka pratinidhitva karte hue, Sanjudi Store lekar aaya hai Rajputi Aad ki anokhi chamak. Hamari Rajputi Aad, jismein artificial golden polish ka prayog hua hai, aapko ek shanadar aur traditional dikhava degi. Is aad mein lage AD, moti, aur kundan ki chamak aapko mohit kar degi.

Hamare paas vibhinn prakar ke Rajputi Aad uplabdh hain - Jadau Aad, Kundan Aad, aur Marwadi Aad. Jadau Aad mein purane kalao ka jadoo hai, Kundan Aad artificial golden plating ke saath, saath mani aur kundan ka mishran hai, jabki Marwadi Aad ka alag hi andaaz hai.

Yeh Rajputi Aad humare choti choti cheedo (pearl) ki multi layer lachche ki mala se attach hai, jo ki single color pearls aur multicolored pearls me ate hai. 

Sanjudi Store mein me aap latest rajputi aad, new design of Rajasthani rajwadi aadh ka collection order kar sakte hai, Aapke vishesh avasar ke liye, hamara Rajputi Aad ek perfect chayan hai, jo aapke vyaktitva ko aur bhi chamakdar bana dega.

To aaiye, Sanjudi Store mein aakar hamare Rajputi Aad ki alag alag design dekhe. Humse sampark karein aur aapke swagat karne ka avsar dein. Thanks !